Pages

JHOOTHA HI SAHI lyrics




Song Name: Cry Cry
Film/Album: Jhootha Hi Sahi
Singer(s): Rashid Ali, Shreya Ghoshal
Music Director: A R Rahman
Lyricist: Abbas Tyrewala
Picturised on: John Abraham,Pakhi
Music Label: Saregama-HMV




rote kaahe ko hum hain, rote kaahe ko hum?
hona hai jo ho, sad hote kaahe ko hum?


cry cry itna cry karte hain kaahe ko?
itna darte hain kaahe ko?
pal pal marte kaahe ko?
why why aisa why wesa kiyun hota?
yun hota to kya hota?
jo hota hai woh hota
fly fly baby fly, dekhain yaan urr ke
dekhain baadal se jurr ke
dekhain phir na murr murr ke
rote kaahe ko hum hain, rote kaahe ko hum?
hona hai jo ho, sad hote kaahe ko hum?
haan raaton ko na sote kaahe ko?


cry cry itna cry karte hain kaahe ko?
itna darte hain kaahe ko?
pal pal marte kaahe ko?



chaar pal ka hai saanson ka qissa
kitna hai hissa is mein aansuon ka, soch lo tum
bachpan bhi tha aik, ek boorha sa pal
kis ne dekha kal, to is pal ki qeemat jorr lo tum


rote kaahe ko hum hain, rote kaahe ko hum?
hona hai jo ho, sad hote kaahe ko hum?
haan raaton ko na sote kaahe ko?


baatain teri theek lagti hain
raatain kiyun hamaari jagti hain
haan laatain hum kiyun na maarain beeti baaton ko
bhoolun main to mujh ko lagaana tum ek chaanta
chubh jaey to kheench lena kaanta
no, no, no, no...
poochun main jo tum se kabhi ke kiyun kiyun daanta
dena phir se aik aur chaanta
kabhi nahi, kabhi nahi


rote kaahe ko hum hain, rote kaahe ko hum?
hona hai jo ho, sad hote kaahe ko hum?
haan raaton ko na sote kaahe ko?


cry cry itna cry karte hain kaahe ko?
itna darte hain kaahe ko?
pal pal marte kaahe ko?
why why aisa why wesa kiyun hota?
yun hota to kya hota?
jo hota hai woh hota
fly fly baby fly, dekhain yaan urr ke
dekhain baadal se jurr ke
dekhain phir na murr murr ke





cry cry... cry cry...


Song Name: Maiyya Yashoda (Jamuna Mix)
Film/Album: Jhootha Hi Sahi
Singer(s): Javed Ali - Chinmayi
Music Director: A R Rahman
Lyricist: Abbas Tyrewala
Picturised on: John Abraham,Pakhi
Music Label: Saregama-HMV


nat-khat nat-khat jab naktak par kuch to churaey haey maiyya
dil churaey, neend churaey, chain churaey haey maiyya
kese main jaaoun ghar apne, sab laaj sharam main chori re
kese kahun kis nat-khat ne kiya maakkhan chori re


maiyya yashoda mori gagri se jab laa ke dil pe
makkhan haan koi di maakkhan chura le gaya
maiyya yashoda kese jaaoun ghar jab laa ke dil pe
maakkhan haan koi di maakkhan chura le gaya


mori baanh hai monhri (nat-khat re)
tere dil ko jori (nat-khat re)
more gagre koti (nat-khat re)
main moonch si choti (nat-khat re)
mori thaame kalaai uss kinaare le gaya



maiyya yashoda sach kehta hun main jab naake kul par
maakhan ki gagri se maakhan bacha le gaya
maiyya yashoda mori gagri se jab laa ke dil pe
maakkhan haan koi di maakkhan chura le gaya


suna tha ek din main ne jab naatak par chalte chalte
kisi gopi ko bethe akele rote naina dhalte dhalte
chalo phir jaa bethain us jamna ke pull par
maakkhan ham mil ke re maakkhan chata hogaya
maiyya yashoda mori gagri se jab laa ke dil pe
maakkhan haan koi di maakkhan chura le gaya


maahi mohe laaj aave kaahe main ro ro karti thi
tu hi maakkhan choori, main beth ke bas aahain bharti thi
phir tere nat-khat ne ek din mohe yeh raaz bataya (2)
chori hota tha maakkhan kiyun ke choron se darti thi
jo makkhan jam ke khaey, to kya koi churaey
to chakh le aur chakha le thora maaii
O maaii tore nat-khat ko main ne hi jab laa ke dil pe
maakkhan khilaaya to maakkhan mera hogaya


maiyya yashoda sach kehta hun main jab naake kul par
maakhan haan kori... maiyya yashoda...
O maiyya yashoda mere maiyya yashoda
maiyya yashoda sach kehta hun main jab naake kul par
maakkhan ki gagri se maakkhan bacha le gaya


kese main jaaoun ghar apne, sab laaj sharam main chori re
kese kahun kis nat-khat ne kiya maakkhan chori re
maiyya yashoda... O maiyya yashoda...
O maiyya yashoda more maiyya yashoda
maiyya yashoda more





nat-khat nat-khat jab naktak par kuch to churaey haey maiyya
dil churaey, neend churaey, chain churaey haey maiyya
kese main jaaoun ghar apne, sab laaj sharam main chori re
kese kahun kis nat-khat ne kiya maakkhan chori re



Movie: Jhootha Hi Sahi
Year: 2010
Genre: Comedy - Romance
Directed by: Abbas Tyrewala
Produced by: Madhu Mantena
Music Director: A. R. Rahman
Lyricist: Abbas Tyrewala
Music Label: HMV Sa Re Ga Ma
Singer(s): Karthik
Duration: 03:32


03- Hello Hello


hello hello... hello hello...
is andheri kaali raat mein koi
sune to sunaey haal-e-dil pe haal-e-zindagi
hello hello... hello hello...
koi jawaab do na
jeene ko khuwaab do na
ek dost ka hai chehra
ya phir naqaab do na
hello hello... hello hello...


telephone ki is dor se bandhi meri zindagi
koi khol do, bas torr do, mein choot jaaoun abhi
mujhe chorr do, mujhe thaam lo
kho jaane do, mera naam lo
sab theek hai, hojaeyga
is jhoot se ab kaam lo
hello hello... hello hello...



is andheri kaali raat mein koi
sune to sunaey haal-e-dil pe haal-e-zindagi
hello hello...


kaante ghari ke chubh rahe, aur dil hai yeh andhera
is se bachain to phir dikhe shaayad naya sawera
mujh se zara baatain karo
halke zara raatain karo
sooraj ki pehli kirnon se
meri zindagi ko bharo
hello hello... hello hello...





koi jawaab do na
jeene ko khuwaab do na
ek dost ka hai chehra
ya phir naqaab do na
hello hello... hello hello...



Movie: Jhootha Hi Sahi
Year: 2010
Genre: Comedy - Romance
Directed by: Abbas Tyrewala
Produced by: Madhu Mantena
Music Director: A. R. Rahman
Lyricist: Abbas Tyrewala
Music Label: HMV Sa Re Ga Ma
Singer(s): Sonu Nigam

Duration: 04:55


04- Do Nishaniyan


ek dor se bandhi kese do kahaniyan
ek taar se jurr gaiin kese yeh do zindaganiyan
is phone ke saaz par meri aawaaz bhar mujh pe hansti hai khamoshiyan
mere chehre ki do nishaniyan, mere chehre ki do nishaniyan
mere chehre ki do nishaniyan, mere chehre ki do nishaniyan



kis ki nawazish huwi rookhi si zindagi par
halki si baarish huwi sookhi si zindagi par
hai khauf ke na churaa le koi kal
mere aasmaan se yeh chori ke baadal
churaey so yun meherbaniyan
mere chehre ki do nishaniyan


maana ke naazil nahi hona tha yeh farishta
maana ke haasil na hona tha ham ko yeh rishta
lagi khoobsurat mujhe ab Khuda tu
farishte se mere na karna juda tu
mita de yeh bad-gumaniyan
mere chehre ki do nishaniyan





ek dor se bandhi kese do kahaniyan
ek taar se jurr gaiin kese yeh do zindaganiyan
is phone ke saaz par meri aawaaz bhar mujh pe hansti hai khamoshiyan
mere chehre ki do nishaniyan, mere chehre ki do nishaniyan
mere chehre ki do nishaniyan, mere chehre ki do nishaniyan


Movie: Jhootha Hi Sahi
Year: 2010
Genre: Comedy - Romance
Directed by: Abbas Tyrewala
Produced by: Madhu Mantena
Music Director: A. R. Rahman
Lyricist: Abbas Tyrewala
Music Label: HMV Sa Re Ga Ma
Singer(s): Shreya Ghoshal
Duration: 04:09


05- Pam Pa Ra


haan ek ajnabi se main ne kal ki raat saari
baatain ki, jaane kitni kitni kitni saari
haal-e-dil bhi suna diya
haan uss ajnabi se jaane aisa kya kaha ke
sun ke mujh ko jaane aisa kiyun laga ke
dhun ko koi gunguna gaya
pam pam pa ra pa ra... pa ra ra pam pa ra (x4)



kaun tujh ko tokta hai, tu hi sab ko rokta hai
baaqi sab pam pa ra ra ra yeh
bhole pan ki dekh zara, chun le saathi ek zara
mil ke jo pam pa ra ra ra
live a bit, shake away a bit now
live a bit, alive a bit, sake a bit now
make a hill
pam pam pa ra pa ra... pa ra ra pam pa ra (x2)


haan ek ajnabi se main ne kal ki raat saari
baatain ki, jaane kitni kitni kitni saari
haal-e-dil bhi suna diya
haan uss ajnabi se jaane aisa kya kaha ke
sun ke mujh ko jaane aisa kiyun laga ke
dhun ko koi gunguna gaya





dhoop se aankhain chupaata
baarishon mein khol jaata
sun hawa pam pa ra ra ra re
darwaaze torr do tum
dil ki khirki khol do tum
aasmaan pam pa ra ra ra re
live a bit, shake away a bit now
live a bit, alive a bit, sake a bit now
make a hill
pam pam pa ra pa ra... pa ra ra pam pa ra (x3)



Jhootha Hi Sahi - I'll Be Waiting Lyrics
more from: Movie Songs, Movie: Jhootha Hi Sahi, Year: 2010
Movie: Jhootha Hi Sahi
Year: 2010
Genre: Comedy - Romance
Directed by: Abbas Tyrewala
Produced by: Madhu Mantena
Music Director: A. R. Rahman
Lyricist: Abbas Tyrewala
Music Label: HMV Sa Re Ga Ma
Singer(s): Vijay Yesudas
Duration: 04:58


06- I'll Be Waiting


I've been waiting for the moon light
I've been waiting for the lonely sky
all night stranger in one own life
I've been waiting for the life time for you


kabhi to aaey dabe paaon se tu mere khuwabon mein
hey you, come more closer, closer to you
itne paas ke main ban jaaoun teri khushbu
I've been waiting, waiting waiting for the moon light for you
jaan haari, dil haare, lage mujhe jeetna ve
agan jo laagi har din ko nit rain jala ve
tu bhi to aave na kese rab jaane
ek aanch bhi rahe sheetal si meri rooh



I've been waiting for the moon light
I've been waiting for the lonely sky
all night...





kiyun uss paar tu, kiyun is kinaare tanha khara main yeh sochta
hoti agar tu saath, ufaq par haath tera na chorta
kabhi na main chorta
I've been waiting, waiting waiting for the all the life for the lonely sky
I've been waiting for a life time for you


Movie: Jhootha Hi Sahi
Year: 2010
Genre: Comedy - Romance
Directed by: Abbas Tyrewala
Produced by: Madhu Mantena
Music Director: A. R. Rahman
Lyricist: Abbas Tyrewala
Music Label: HMV Sa Re Ga Ma
Singer(s): Sonu Nigam
Duration: 02:44


08- Do Nishaniyan (Heartbreak Reprise)



anjaan raahon mein benaam yaadon ka pehra
anjaan sa aaine mein yeh kis ka hai chehra
[repeat]
na aarzu na hi haq chaahaton ka
main qaabil hi kab tha teri chahaton ke
hai jayaz tanhaiyan
mere chehre ki do nishaniyan
mere chehre ki do nishaniyan
mere chehre ki do nishaniyan


Movie: Jhootha Hi Sahi
Year: 2010
Genre: Comedy - Romance
Directed by: Abbas Tyrewala
Produced by: Madhu Mantena
Music Director: A. R. Rahman
Lyricist: Abbas Tyrewala
Label: HMV Sa Re Ga Ma
Singer(s): Rashid Ali
Duration: 05:13


07- Call Me Dil


mera chehra huwa mujh se anjaan kiyun
kaun hun main, kaun hun main?
aawaz to hai meri, par kehta koi aur hai
jhooti meri baatain aur saccha mera pyar
to kya meri pehchaan hai?
bolo na, kya naam hai?


call me dil, call me baby, call me jo naam tu, main wohi (x2)
call me sach to main saccha, call me chaahe jhootha hi sahi (x2)



aik bas dil hai mera tujh pe hi fida to hai
kese yeh maan le ab hone ko alvida tu hai
ruk ja dil deewaani pooche dil mera
kiyun yeh saza, dil to nadaan hai


call me dil, call me baby, call me jo naam tu, main wohi (x2)
call me sach to main saccha, call me chaahe jhootha hi sahi (x2)


tere dil se pehle toote ga dil mera, hai yeh wada
hai yeh wada, har jhoot aaine mein saccha sa lag raha hai
dekh le tu bhi to ho aitebaar ke kya meri pehchaan hai
bolo na, kya naam hai?





call me dil, call me baby, call me jo naam tu, main wohi (x2)
call me sach to main saccha, call me chaahe jhootha hi sahi (x2)
call me chaahe jhootha hi sahi (x2)



Movie: Jhootha Hi Sahi
Year: 2010
Genre: Comedy - Romance
Directed by: Abbas Tyrewala
Produced by: Madhu Mantena
Music Director: A. R. Rahman
Lyricist: Abbas Tyrewala
Music Label: HMV Sa Re Ga Ma
Singer(s): Javed Ali - Chinmayi
Duration: 05:24


07- Maiyya Yashoda (Thames Mix)


nat-khat nat-khat jab naktat par kuch to churaey haey maiyya
dil churaey, neend churaey, chain churaey haey maiyya
kese main jaaoun ghar apne, sab laaj sharam main chori re
kese kahun kis nat-khat ne kiya maakkhan chori re



maiyya yashoda mori gagri se jab laa ke dil par
maakkhan haan koi te maakkhan chura le gaya
maiyya yashoda kese jaaoun ghar jab laa ke dil par
maakkhan haan koi te maakkhan chura le gaya


mori baanh hai monhri (nat-khat re)
tere dil ko jorri (nat-khat re)
more gagre koti (nat-khat re)
main moonch si choti (nat-khat re)
mori thaame kalaai uss kinaare le gaya


maiyya yashoda sach kehta hun main jab naake kul par
maakkhan ki gagri se maakhan bacha le gaya
maiyya yashoda mori gagri se jab laa ke dil par
maakkhan haan koi te maakkhan chura le gaya


suna tha ek din main ne jab naatat par chalte chalte
kisi gopi ko bethe akele rote naina dhalte
main ne socha ke meri maiyya se main kya bolunga
kaahe na roka uss roti gurriya ke dil ko jalte
haan maakkhan to churaaya, par us ko bhi sikhaaya
ke tu bhi to thora sa chakh le bhaai
maaii ham donon phir jaa bethain us jamna ke pull par
maakkhan ham mil ke re maakkhan chata hogaya
maiyya yashoda mori gagri se jab laa ke dil par
maakkhan haan koi te maakkhan chura le gaya


maahi mohe laaj aave, kaahe main ro ro karti thi
tu hi maakkhan chori, main beth ke bas aahain bharti thi
phir teri nat-khat ne ek din mohe yeh raaz bataya (2)
chori hota tha maakkhan kiyun ke choron se darti thi
jo maakkhan jam ke khaey, to kya koi churaey
to chakh le aur chakha le thora maaii
O maaii tore nat-khat ko main ne hi jab laa ke dil par
maakkhan khilaaya to maakkhan mera hogaya


maiyya yashoda sach kehta hun main jab naake kul par
maakkhan haan gori ko maakkhan khilaane gaya


nat-khat nat-khat jab naktat par kuch to churaey haey maiyya
dil churaey, neend churaey, chain churaey haey maiyya
kese main jaaoun ghar apne, sab laaj sharam main chori re
kese kahun kis nat-khat ne kiya maakkhan chori re
tori ro... tori re...






maiyya yashoda mori gagri se jab laa ke dil par
maakkhan haan koi te maakkhan chura le gaya
maiyya yashoda sach kehta hun main jab naake kul par
maakkhan ki gagri se maakkhan bacha le gaya
maiyya... maiyya...

No comments:

Post a Comment